Humesha der kardeta huN maiN | Munir Niazi
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں (منیر نیازی)
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں ہر کام کرنے میں
ضروری بات کہنی ہو کوئی وعدہ نبھانا ہو
اسے آواز دینی ہو اسے واپس بلانا ہو
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں
مدد کرنی ہو اس کی یار کی ڈھارس بندھانا ہو
بہت دیرینہ رستوں پر کسی سے ملنے جانا ہو
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں
بدلتے موسموں کی سیر میں دل کو لگانا ہو
کسی کو یاد رکھنا ہو کسی کو بھول جانا ہو
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں
کسی کو موت سے پہلے کسی غم سے بچانا ہو
حقیقت اور تھی کچھ اس کو جا کے یہ بتانا ہو
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں
Hamesha
der kar deta huN maiN (Munir Niyazi)
der kar deta huN maiN (Munir Niyazi)
zaruri
baat kehni ho koyi waada nibhana ho
baat kehni ho koyi waada nibhana ho
use
aawaz deni ho use wapas bulana ho
aawaz deni ho use wapas bulana ho
hamesha
der kar deta huN maiN
der kar deta huN maiN
madad
karni ho uski yaar ki Dharas baNdhana ho
karni ho uski yaar ki Dharas baNdhana ho
bohat
deirina rastoN par kisi se milne jaana ho
deirina rastoN par kisi se milne jaana ho
hamesha
der kar detā huN maiN
der kar detā huN maiN
badalte
mausamoN ki sair meiN dil ko lagana ho
mausamoN ki sair meiN dil ko lagana ho
kisi
ko yaad rakhna ho kisi ko bhool jaana ho
ko yaad rakhna ho kisi ko bhool jaana ho
hamesha
der kar deta huN maiN
der kar deta huN maiN
kisi
ko maut se pehle kisi ġham se bachana ho
ko maut se pehle kisi ġham se bachana ho
haqeeqat
aur thi kuchh us ko ja ke ye batana ho
aur thi kuchh us ko ja ke ye batana ho
hamesha
der kar deta huN maiN
der kar deta huN maiN
Comments
Post a Comment